Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeUsha Khanna
HomeUsha Khanna
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata mausam deewana behka zamaana saawan ki mauj mein do dil akele hain teri nigaahein aa haa haa meri nigaahein aa haa haa dono sharaabi hain masti ke mele hain aa jhoomen zara neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata palkon se chhal ke aa haa haa gaalo pe dhal ke aa haa haa saawan ki bundo mein chanchal ishaare hain samjho ishaara de do sahaara tum bhi hamaare ho hum bhi tumhaare hain aa jhoomen zara neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata laharon ka aanchal saahil pe dole barakha ki raani bhi zulfon ko khole hai laharon mein kho jaa aa
nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari aaaa aaaaa aaaa aaaa behke kadam hain mere to bin piye arman hain mere ke jalte diye behke kadam hain mere to bin piye arman hain mere ke jalte diye kehti hai dhadkan ke aayega wo tadpun hamesha main jiske liye aaaa aaaaa aaaa aaaa nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari koi to jahaan mein deewana hai mera kisi ke to lab pe fasaana hai mera koi to jahaan mein deewana hai mera kisi ke to lab pe fasaana hai mera maane na maane zamaane ki khushi kisi ke to dil mein thikaana hai mera aaaa aaaaa aaaa aaaa nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari
paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein dekhooo thandi thandi aag ye sataaye aayeeeee aa ke koi aag ye bujhaaye dekhooo thandi thandi aag ye sataaye aayeeeee aa ke koi aag ye bujhaaye jali main jale dil jala jaaye haaye re paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein aayaa kal koi sapnon mein aaya aa keee aa ke mujhe us ne jagaaya aayaa kal koi sapnon mein aaya aa keee aa ke mujhe us ne jagaaya bola main tere liye aaya hoon haaye re paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein
parda zara hataao parda zara hataao to phir to phir koi baat ho to phir koi baat ho aankhen zara milaao aankhen zara milaao to phir to phir koi baat ho to phir koi baat ho aane lagi hain tumko angdaaiya udhar shayad ki meri aah ka hone laga asar aane lagi hain tumko angdaaiyaan udhar kya haal hai bataao kya haal hai bataao to phir to phir koi baat ho to phir koi baat ho parda zara hataao oo oo oo oo oo oo aa aa aa aa aa aa ye kya sitam ki parda deewar ban gaya tumko khabar kahaan koi bimaar ban gaya ye kya sitam ki parda deewar ban gaya aa kar gale lagaao aa kar gale lagaao to phir to phir koi baat ho to phir koi baat ho dil aag ke kareeb hai jab neend aayegi ye raat bhi ajeeb hai aankhon mein jaayegi dil aag ke kareeb hai kab neend aayegi dil ki lagi bujhaao dil ki lagi bujhaao to phir to phir koi baat ho to phir koi baat ho parda zara hataao oo oo oo oo oo oo
kasam hai tujhe mehfil ki main nachun tu pee main nachun tu heych bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa heych peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha hey hey hey jawaani mein kabhi kis kabhi kis kabhi kis hey hey ho ho hey hey jawaani me kabhi kisi se aankh naa lada aankh lad jaye bhi to dil naa mila hey dil mil jaye bhi to shor naa macha meethe meethe vaadon pe tu sabko nacha kyun kyun kya yahan dil bhi bura hai dildar bhi bura ikraar bhi bura hai inkaar bhi bura inkaar bhi bura peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee
pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa kaali kaali raaton mein suraj bankar aaye ho oooo in sindoori raahon mein mujhko tum le aaye ho tumse milke badla mousam pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa meri in do aankhon mein mere shaam savere hain oooo meri khushiyaan teri hain mere sapne tere hain sapne ye kabhi tuten na sanam pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo
pyaar karte hain hum tumhein itna pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna dil mein kab tak karoge basera dil mein kab tak karoge basera saath kab tak na chhodoge mera dharti chhode na sooraj ka phera saath chhodenge yun na hum tera pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna zindagi ka tumhin ho iraada zindagi ka tumhin ho iraada yaad rakhhoge kya tum ye waada nahin bhoolenge hum tumhein aise dil na bhoole dhadakna jaise pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna jeete hain hum tumhaare sahaare jeete hain hum tumhaare sahaare din guzarte hain kaise tumhaare ab judaayi na seh paayenge hum tum se bechhade to mar jaayenge hum pyaar karte hain hum tumhein itna
pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke pyaar ki adaa hai zindagi ghum ki bhi sadaa hai zindagi ho o ho ho ho o ho ho ghum sahoongi chaah mein teri ji kasam to khaayie meri teri kasam chaman meri bahaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke dil pe hai teri nishaaniya hain buri ye mehrbaaniya ho o ho ho ho o ho ho mil rahi hain do jawaaniya ban na jaaye do kahaaniya bhoola bhi de fasaane intezaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke lab pe hai khila gulaab sa aankh mein hasin khwaab sa ho o ho ho ho o ho ho jo hasin na ho wo khwaab kyaa kho na jaaye wo shabaab kyaa kahe ki chal yehi hain din khumaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke lala lala lala lala la lala lala lala lala la
Raat Abhi Baki Hai
hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi ye samaa tham gayaa ye hansi adayein dekh ke ye samaa tham gayaa ye hansi adayein dekh ke dhadkane so gayin ye nasheeli aankhein dekh ke dekh ke raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi rang bhari mastiyaan yeh baharon ke kafile rang bhari mastiyaan yeh baharon ke kafile hum chale tum chale koi saath saath chal diye chal diye raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi
lara la laaa hmm hmm hmm hmm lara la ho ho haa haa rahi mil gaye raahon mein baatein huyi nigaahon mein dil samjha hum samjhe iqraar ho gaya ho ho ho rahi mil gaye raahon mein baatein huyi nigaahon mein dil samjha hum samjhe iqraar ho gaya wallah pyaar ho gaya pyaar ho gaya humein pyaar ho gaya pyaar ho gaya jo hua so hua dard mile ya dawaa jo hua so hua dard mile ya dawaa ulfat mein kaahe ka ghum jo hoga dekenge hum ulfat mein kaahe ka ghum jo hoga dekenge hum hona tha dil ko shikaar ho gaya ab to pyaar ho gaya pyaar ho gaya haai pyaar ho gaya pyaar ho gaya koi chala jaayega phir koi pachhtaayega koi chala jaayega phir koi pachhtaayega jaagenge soye soye sochenge khoye khoye jaagenge soye soye sochenge khoye khoye koi tha unpe nisaar ho gaya ke ji pyaar ho gaya pyaar ho gaya humein pyaar ho gaya pyaar ho gaya haai rahi mil gaye raahon mein baatein huyi nigaahon mein dil samjha hum samjhe iqraar ho gaya wallah pyaar ho gaya pyaar ho gaya humein pyaar ho gaya pyaar
ae bas rooth gaye roothe ho sanam to phir kya hai roothe ho sanam to phir kya hai humko bhi manaana aata hai humko bhi manaana aata hai roothe ho sanam to phir kya hai barkha ki saloni baahon ko jab dalenge hum tere gale ek pal mein aji mit jayenge sab pyaar ke saare shikve gile sab pyaar ke saare shikve gile roothe ho sanam to phir kya hai humko bhi manaana aata hai shanon pe tere jab lat meri machlegi aur lehrayegi gusse ki jagah phir chehre pe halki si hansi aa jayegi halki si hansi aa jayegi roothe ho sanam to phir kya hai humko bhi manaana aata hai aakhir mein manaane ki tumko aati hai humen ye khas saza sharma ke zara sa keh denge more raja ji humse ho kaahe khafa more sainyaa ji humse ho kaahe khafa roothe ho sanam to phir kya hai roothe ho sanam to phir kya hai humko bhi manaana aata hai humko bhi manaana aata hai roothe ho sanam to phir kya hai roothe ho sanam to phir kya hai
ruk jaa saathi ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi chala hai akela kahaaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi taar se taar mile nahin jab tak kya nikale jhankar taar se taar mile nahin jab tak kya nikale jhankar tanha tanha jiya na jaye kehte hain jisko pyaar ruk jaa saathi chala hai akela kahaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi lahar mile dhara ban jaye dhara mile to sangam lahar mile dhara ban jaye dhara mile to sangam tu aur main ka farak rahe na aa mil jaayen hum ruk jaa saathi chala hai akela kahaaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi sahar ke baad shaam aati hai shaam saher ke baad sahar ke baad shaam aati hai shaam saher ke baad shaam sahar har ek pehar mujhe aati hai teri yaad ruk jaa saathi chala hai akela kahaaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi
saath jiyenge saath marenge saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna tan bhi tera mann bhi tera jaan bhi teri hai chhaila marne se naiyo darna hoo marne se naiyo darna marne se naiyo darna pyaar humaara amar rahega tan mit jaayenge tan mit jaayenge hooo jism badal jaayenge apne naam badal jaayenge naam badal jaayenge hooo naye janam mein hoga apna madhur milan phir laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna rab se milenge to puchhenge kaisi hai teri khudayi kaisi hai teri khudayi pyaar ki kismat mein kyun likh di tune sirf judaayi tune sirf judaayi oooo rab ke likhe ko sach kar denge mar ke hum tum chhaila marne se naiyon darna saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna
are sasu tirath are sarura tirath sasu tirath sarura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai sasu tirath sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi jab roothe to yaad aati hai saali biwi jab roothe to yaad aati hai saali saali jija ko pyaari hai wo gori ho ya kaali lekin apni kismat mein to saala hai na saali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath aah aah sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaron dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali phoolon se pyaari lagti hai jab jab deti hai gaali twaddi to saanu pata nahin par saddi te makhna wali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath are sasura tirath tirath
Sau Baar Banakar
saawan aag lagaaye re saawan aag lagaaye re tann mann dekho jalaa jaaye re tann mann dekho jalaa jaaye re sang yaar ka rang pyaar ka daag kahin na lag jaaye re saawan aag lagaaye re tann mann dekho jalaa jaaye re cheer ke daaman jhaanke yauvan bas mein nahin dil haaye re cheer ke daaman cheer ke daaman jhaanke yauvan bas mein nahin dil haaye re aaj deewaani hoke jawaani had se guzar na jaaye re had se guzar na jaaye re saawan aag lagaaye re tann mann dekho jalaa jaaye re kaisi rasmein kaisi kasmein seema tooti jaaye re kaisi rasmein kaisi rasmein kaisi kasmein seema tooti jaaye re daud ke aaye koyi aanchal humko hum se bachaaye re humko hum se bachaaye re saawan aag lagaaye re tann mann dekho jalaa jaaye re
shaame bahara subhe chaman shaame bahara subhe chaman tu mere khwaabon ki pyari dulhan tu mere khwaabon ki pyari dulhan shaame bahara subhe chaman shaame bahara subhe chaman tujhse nazar meri takra gayi tujhse nazar meri takra gayi jannat baru ye zameen aa gayi dil ke andheron mein footi kiran dil ke andheron mein footi kiran shaame bahara subhe chaman shaame bahara subhe chaman tu mere khwaabon ki pyari dulhan shaame bahara subhe chaman dil chheenti hai teri har ada dil chheenti hai teri har ada maasoom shokhi mein doobi haya kya sadgi hai ye kya baankpan kya sadgi hai ye kya baankpan shaame bahara subhe chaman shaame bahara subhe chaman tu mere khwaabon ki pyari dulhan shaame bahara subhe chaman tere liye kitna bechain tha tere liye kitna bechain tha mujh par khuda ko taras aa gaya kaam aa gayi mere dil ki lagan kaam aa gayi mere dil ki lagan shaame bahara subhe chaman shaame bahara subhe chaman tu mere khwaabon ki pyari dulhan tu mere khwaabon ki pyari dulhan
shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana saat phere mere sang sapne dekh rahi ho khili huyi dhoop mein taare dekh rahi ho nahin nahin baba chai nahin peena tauba meri tauba maaf kar dena inhi adaaon par to haaye apna dil aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai na na na na na na na panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa la lala lala laa dillagi na karo chhedo na humko sanam haan kaho ghar chalo tumko
ho oo soone se jeevan ke man ki kaliyon ko mehka do sai baaba o sai baaba ho oo duniya ne vish barsaaya hai tum amrit barsa do sai baaba o sai baaba sai baaba o sai baaba kaise bani suhagan saajan ke liye abhaagan ho oo kaise bani suhagan saajan ke liye abhaagan jiske bhagwan rooth gaye wo jaaye kahaan pujaran ho oo kaisi bani suhagan dulhan ke sindoor ki raksha dulhan ke sindoor ki raksha tere haath hai baaba jai jai sai jai jai sai jai jai sai baaba o sai baaba sai baaba o sai baaba jag hai dukhon ka dera dum ghut raha hai mera ho ho jag hai dukhon ka dera dum ghut raha hai mera duniya ke hain laakh sahaare mujhko sahaara tera o o jag hai dukhon ka dera aasha aur vishwaas ka bandhan aasha aur vishwaas ka bandhan toot na jaaye baaba jai jai sai jai jai sai jai jai sai baaba o sai baaba sai baaba o sai baaba jab jab tujhe pukaara sai toone diya sahaara ho oo jab jab tujhe pukaara sai toone diya sahaara beech bhanwar mein aan fansi hoon toot gaya hai kinaara o o jab
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Neeli Neeli Ghata Hum Hindustani (1960) 05:22 19229
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
K Manohar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Duration : 05:22   Song Number : 19229   

Nigahon Ki Jaadugari Shabnam (1964) 03:45 38108
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
L Vijay Laxmi
Duration : 03:45   Song Number : 38108   

Paani Mein Jale Munimji (1972) 03:58 32120
 
Poster of Munimji (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Jay Shri Talpade, Anil Dhawan
Duration : 03:58   Song Number : 32120   

Parda Zara Hataao Murder In Circus (1971) 04:29 19173
 
Poster of Murder In Circus (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sujeet Kumar
Duration : 04:29   Song Number : 19173   

Peene Se Pilane Se Deedar (1970) 05:07 37039
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 05:07   Song Number : 37039   

Pritam Tum Mere Rahoge Sada Beshaque (1981) 04:14 12162
 
Poster of Beshaque (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Yogeeta Bali
Duration : 04:14   Song Number : 12162   

Pyaar Karte Hain Hum Hotel (1981) 05:09 12358
 
Poster of Hotel (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Neelam Mehara
Duration : 05:09   Song Number : 12358   

Pyaar Ki Kasam Dil Deke Dekho (1959) 04:18 12327
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:18   Song Number : 12327   

Raat Abhi Baaki Hai Do Khiladi (1976) 06:42 38936
 
Poster of Do Khiladi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Jani Babu
Duration : 06:42   Song Number : 38936   

Raat Nikhari Huyi Hum Hindustani (1960) 03:40 12362
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Manohar Khanna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:40   Song Number : 12362   

Rahi Mil Gaye Raahon Dil Deke Dekho (1959) 03:36 12328
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 03:36   Song Number : 12328   

Roothe Ho Sanam To Phir Kya Hai Lal Bangla (1966) 04:42 38011
 
Poster of Lal Bangla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 04:42   Song Number : 38011   

Ruk Jaa Saathi Chala Hai Gehri Chot (Door-Desh) (1983) 04:21 36628
 
Poster of Gehri Chot (Door-Desh) (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Sharmila Tagore
Duration : 04:21   Song Number : 36628   

Saath Jiyenge Laila (1984) 05:07 14093
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:07   Song Number : 14093   

Sasu Tirath Sasura Tirath Souten (1983) 05:08 20154
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:08   Song Number : 20154   

Sau Baar Banakar Ek Raat (1967) 03:10 38261
 
Poster of Ek Raat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:10   Song Number : 38261   

Sawan Aag Lagaye Re Kaaran (1981) 03:21 19410
 
Poster of Kaaran (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 03:21   Song Number : 19410   

Shaame Bahara Subhe Chaman Aaja Sanam (1975) 04:59 37366
 
Poster of Aaja Sanam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M K Zaved
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Tanuja, Firoz Khan
Duration : 04:59   Song Number : 37366   

Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal Souten (1983) 06:27 21231
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 06:27   Song Number : 21231   

Soone Se Jeevan Ke Man Ki Kaliyon Ab Kya Hoga (1977) 05:23 39412
 
Poster of Ab Kya Hoga (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Neetu Singh
Duration : 05:23   Song Number : 39412   
Karaoke Songs of Usha Khanna, Sad Songs of Usha Khanna, Love Songs of Usha Khanna, Dance Songs of Usha Khanna, Hip-hop songs of Usha Khanna, Best songs of Usha Khanna, Super hit songs of Usha Khanna, hit songs of Usha Khanna, duet songs of Usha Khanna, solo songs of Usha Khanna, old songs of Usha Khanna, famous songs of Usha Khanna, Hindi Karaoke Songs of Usha Khanna, Hindi Sad Songs of Usha Khanna, Hindi Love Songs of Usha Khanna, Hindi Dance Songs of Usha Khanna, Hindi Hip-hop songs of Usha Khanna, best Hindi songs of Usha Khanna, super hit Hindi songs of Usha Khanna, hit Hindi songs of Usha Khanna, duet Hindi songs of Usha Khanna, solo Hindi songs of Usha Khanna, old Hindi songs of Usha Khanna, famous Hindi songs of Usha Khanna, Sing Along Songs of Usha Khanna, Sing Along Sad Songs of Usha Khanna, Sing Along Love Songs of Usha Khanna, Sing Along Dance Songs of Usha Khanna, Sing Along Hip-hop songs of Usha Khanna, Sing Along Best songs of Usha Khanna, Sing Along Super hit songs of Usha Khanna, Sing Along hit songs of Usha Khanna, Sing Along duet songs of Usha Khanna, Sing Along solo songs of Usha Khanna, Sing Along old songs of Usha Khanna, Sing Along famous songs of Usha Khanna